Bollywood sad song latest
Yeh Dooriyan Song lyrics
Yeh Dooriyan ....... (3)
In raahon ki Dooriyan
Nigahon ki Dooriyan
Hum rahon ki Dooriyan
Fanah ho sabhi Dooriyon
Kyun koi paas hai
Door hai Kyun koi
Jaane na koi yahan pe
Aa raha paas ye door main ja raha
Janu na main hoon kahan pe
Yeh Dooriyan
In raahon ki Dooriyan
Nigahon ki Dooriyan
Hum rahon ki Dooriyan
Fanah ho sabhi Dooriyon
Yeh Dooriyan.....(2)
Kabhi hua yeh bhi
Khali rahon pe bhi
Tu tha mere saath
Kabhi tujhe mil ke lauta
Mera dil yeh khali khali haath
Yeh bhi hua kabhi
Jaise hua aabhi
Tujhko sabhi mein paa lia
Tera mujhe kar jaati hai Dooriyan
Satati hai Dooriyan
Tarsati hai Dooriyan
Fanah ho sabhi Dooriyon
Kaha bhi na mene
Bola na mene chahun fasla
Bas fasla rahe
Ban ke kasak jo kahe
Ho aur chahat yeh aur Jawan
Teri meri mit jaani hai Dooriyan
Begani hai Dooriyan
Hat jani Dooriyan
Fanah ho sabhi Dooriyon
Kyun koi pass hai
Door hai Kyun koi
Jaane na koi yahan pe
Aa raha paas ye door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe
Yeh Dooriyan
In raahon ki Dooriyan
Nigahon ki Dooriyan
Hum rahon ki Dooriyan
Fanah ho sabhi Dooriyon
Song - yeh Dooriyan
Singer - Mohit Chauhan
Movie - Love Aaj kal
Director / lyrics - Irshad Kamil
Music - pritam
Acting - Sara Ali Khan , Arushi Sharma, Kartik Aaryan,Randeep Hooda

Comments
Post a Comment