Bollywood top sad heart breaking love song
Main Rahun ya Na Rahun Song lyrics
Main Rahun ya Na Rahun
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna
Bas itna hai tumse kehna ............ (4)
Main Rahun ya Na Rahun
Tum mujhme kahin baaki rehna
Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondo mein main hoon
Subh dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon.......... (2)
Kuch kahun ya Na kahun
Tum mujhko sada sunte rehna
Bas itna hai tumse kehna .................(2)
Hawaaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhu ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaaunga in labon pe......................(2)
Main dikhun ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna .................(4)
Main Rahun ya Na Rahun
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Song - Main Rahun Ya Na Rahun
Singer - Armaan Malik
Lyricst - Rashmi Virag
Composer - Amaal Malik
Acting - Esha Gupta , Emraan Hashmi
Comments
Post a Comment